Pukaro Ya Rasoolallah


LYRICS


Pukaro Ya Rasoolallah

Thum Bhi Karke Unka Charcha Apne Dil Chamkao
Oonche Men Ooncha Nabi Ka Jandha - Har Ghar Men Lehrao

Sarkar Ki Aaamad - Dildar Ki Aaamad
Sab Mil Kar Bolo - Sab Ooncha Bolo
Sab Jhoom Ke Bolo - Deewano Jhoomke Bolo
Deewano Ooncha Bolo - Parcham Lehra Kar Bolo
Haat Lehra Kar Bolo - Sharmana Chodo
Deewano Jhoom Ke Bolo - Zara Ooncha Bolo
Aur Ooncha Bolo
Sarkar Ki Aaamad - Dildar Ki Aaamad

Ya Rasoolallah Ke Naare Se Kisko Pyaar Hai
Ya Rasoolallah Ke Naare Se Hamko Pyaar Hai
Hamne Ya Naare Lagaya Apna Bhede Par Hai

Pur Noor Hia Zamaana - Subhe Shabe Wiladat
Parda Utha Hai Kis Ka - Subhe Shabe Wiladat

Shadi Rachi Hui Hai – Bachthe Hain Shadiyaane
Dulha Banao Dulha - Subhe Shabe Wilada

Aayi Nayi Hukoomat - Sikka Naya Chalega
Aalam Ne Rang Badla - Subhe Shabe Wilada

Pyaare Rabiul Awwal - Teri Jhalak Ke Sadqe
Chamka Diya Naseeba - Subhe Shabe Wiladat

Roohul Ameen Ne Ghaada - Kaabe Ki Chat Pe Jhanda
Ta Arsh Udha Pharera - Subhe Shabe Wiladat

Baithe Aqsa Baabe Kaaba Bhar Makaane Aamina
Nasb Parcham Hogaya – Ahlan Wa Sahlan Marhaba

Thum Bhi Karke Unka Charcha Apne Dil Chamkao
Oonche Men Ooncha Nabi Ka Jandha Bolo

Oonche Men Ooncha Nabi Ka Jandha
Azmath Wala Nabi Ka Jandha - Rahamat Wala Nabi Ka Jandha
Rifath Wala Nabi Ka Jandha - Barkath Wala Nabi Ka Jandha
Nimath Wala Nabi Ka Jandha - Sab Se Pyara Nabi Ka Jandha
Pyara Pyara Nabi Ka Jandha - Har Ghar Men Lehrao
Ya Habeebe Kibriya Ahlan Wa Sahlan Marhaba
Mustafa Wa Mujtaba Ahlan Wa Sahlan Marhaba

Taj Dare Anbiya Ahlan Wa Sahlan Marhaba
Mursaleen Ke Pashewah Ahlan Wa Sahlan Marhaba

Aye Shahenshahe Madeena - Assalathu Wassalam
Zeenate Arshe Mualla Assalathu Wassalam

Sarkar Ki Aaamad..Dildar Ki Aaamad .. Sab Joo
Agar Na Aaj Jhomenge Tho Kab Jhoomenge Deewano (2)
Main Chal Jaaon Chal Thumara Aaaj Yaavar Aane Wala Hai

Mantar Ki Aaamad - Huzoor Ki Aaamad
Purnoor Ki Aaamad - Jaana Ki Aaamad
Zeeshan Ki Aaamad - Habeeb Ki Aaamad
Thabeeb Ki Aaamad - Nabi Ki Aaamad

Zara Milkar Bolo - Zara Ooncha Bolo
Aur Ooncha Bolo - Zara Jhoom Ke Bolo
Sharmano Chodo - Sab Milkar Bolo

Ummi Ki Aaamad - Arabi Ki Aaamad
Qarashi Ki Aaamad - Qashmi Ki Aaamad
Muttalbi Ki Aaamad - Makki Ki Aaamad
Madani Ki Aaamad

Awwal Ki Aaamad - Aakhir Ki Aamad
Zahir Ki Aaamad - Baatin Ki Aaamad
Basheer Ki Aaamad - Nadeer Ki Aaamad
Daayi Ki Aaamad - Siraj Ki Aaamad
Muneer Ki Aaamad - Ameen Ki Aaamad

Saadiq Ki Aaamad - Rauf Ki Aaamad
Raheem Ki Aaamad 

Sarkar Ki Aamad